Ehsaas ki jo zubaan ban gaye
Ehsaas ki jo zubaan ban gaye
Dil mein mere mehmaan ban gaye
Aap ki tareef mein kya kahun
Aap humaari jaan ban gaye
Aap humaari jaan ban gaye
Aap hi Rab, aap imaan ban gaye
Aap humaari jaan ban gaye
Qismat se humein aap humdum mil gaye
Jaise kisi dua ko alfaaz mil gaye
Socha jo nahin woh haasil ho gaya
Chaahun aur kya ke Khuda de ab mujhe
Rab se mila ik ayaan ban gaye
Khwabon ka mere muqaam ban gaye
Aap ki tareef mein kya kahun
Aap humaari jaan ban gaye
Aap humaari jaan ban gaye
Aap hi Rab, aap imaan ban gaye
Aap humaari jaan ban gaye
Deen hai ilaahi, mera maan hai maahi
Main toh sajda karun unko
Arz-e-rubaani, meri farz gawaahi
Mera ishq hua mujhko
Deen hai ilaahi, mera maan hai maahi
Main toh sajda karun unko
Arz-e-rubaani, meri farz gawaahi
Mera ishq hua mujhko