Main Kabhi Bhoolunga Na Tujhe – Anupam Amod

🎤 Anupam Amod 🎵 Romantic 👁 1 views 📅 March 18, 2026

Song Details

Song Main Kabhi Bhoolunga Na Tujhe
Year 2023
Language Hindi
Music Jaani
Lyricist Jaani

Sidhe saade saara sauda
Seedha seedha hona ji
Main ne tu ko paana hai ya
Tu ne main ko khona ji
Aaja dil ki karein saude baazi
Kya narazi arey aa re aa re aa

Sidhe saade saara sauda
Seedha seedha hona ji
Main ne tu ko paana hai ya
Tu ne main ko khona ji
Aaja dil ki karein saude baazi
Kya narazi arey aa re aa re aa

Sauda hai dil ka ye, tu kar bhi le
Mera jahaan baanhon me tu bhar bhi le
Saude me de kasam, kasam bhi le
Aa ke tu nigaahon me sanwar bhi le

Sauda udaan ka hai ya aasmaan ka hai
Le le udaane meri, le mere par bhi le
Sauda ummeedon ka hai
Khwaabon ka, neendon ka hai
Le le tu neende meri
Naino me bhar bhi le

Sidhe saade saara sauda
Seedha seedha hona ji
Main ne tu ko paana hai ya
Tu ne main ko khona ji
Aaja dil ki karein saude baazi

Kya narazi arey aa re aa re aa

Main kabhi bhoolunga na tujhe
Chaahe tu mujh ko dena bhula
Aadatein jaisi hai tu meri
Aadatein kaise bhoolun bhala

Main kabhi bhoolunga na tujhe
Chaahe tu mujh ko dena bhula
Aadatein jaisi hai tu meri
Aadatein kaise bhoolun bhala

Sauda ye waadon ka hai
Yaadon, iraadon ka hai
Le le tu waade chaahe tu to mukar bhi le
Sauda ishaaron ka hai
Chaahat ke maaron ka hai
Le le ishaare mere, in ka asar bhi le

Sidhe saade saara sauda
Seedha seedha hona ji
Main ne tu ko paana hai ya
Tu ne main ko khona ji
Aaja dil ki karein saude baazi
Kya narazi arey aa re aa re aa

Sidhe saade saara sauda
Seedha seedha hona ji
Main ne tu ko paana hai ya
Tu ne main ko khona ji
Aaja dil ki karein saude baazi
Kya narazi arey aa re aa re aa

LYRICS OF SAUDE BAZI:

“Saude Bazi” is a Hindi romantic song from the movie Aakrosh, sung by Anupam Amod. The song beautifully expresses love, emotions, and the idea of giving everything for someone special. With meaningful lyrics and soothing music, this track creates a deep emotional connection and is loved by Bollywood music fans.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *