Tu agar meri, yeh hawayein teri
Tu agar meri, saari rahein teri
Tu agar meri, main bhi tera
Tu agar meri, yeh ujale tere
Tu agar meri, dil hawale tere
Tu agar meri, main bhi tera
Betaab si mohabbat ka tu inqilaab hai
Mera jahaan teri baahon mein ek khwaab hai
Gehra hua, gehra hua
Rang aashiqui gehra hua
Gehra hua, gehra hua
Dariya dua gehra hua
Tera hua
Tu agar meri, yeh hawayein teri
Tu agar meri, saari rahein teri
Tu agar meri, main bhi tera
Palkein jhapakta hai aasmaan
Laakhon farishte lete tera naam
Woh poochte hain rehti kahaan
Meri baahon mein rehti keh dena wahan
Palkein jhapakta hai aasmaan
Usne bhi tujh jaisa dekha kahaan
Hai roshni wahan tu hai jahaan
Meri baahon mein rehna yahi hai dua
Tu agar meri, hai kahani teri
Tu agar meri, hai zamaana tera
Tu agar meri, main bhi tera
Betaab si mohabbat ka tu inqilaab hai
Mera jahaan teri baahon mein ek khwaab hai
Gehra hua, gehra hua
Rang aashiqui gehra hua
Tera hua
Tu agar meri, yeh hawayein teri
Tu agar meri, saari rahein teri
Tu agar meri, main bhi tera
Teri mohabbat mein jalna bhi hai
Aur tujhse bach ke chalna bhi hai
Kuch rang apne badalna bhi hai
Main dhal jaun tere rang mein sada
Tu chaand hai dhadakta hua
Chori se mujhko hi takta hua
Seene se lag kar chamakta hua
Meri jannat ka rasta tu hi hua
Tu agar meri, yeh hawayein teri
Tu agar meri, saari rahein teri
Tu agar meri, main bhi tera
Betaab si mohabbat ka tu inqilaab hai
Mera jahaan teri baahon mein ek khwaab hai
Gehra hua, gehra hua
Rang aashiqui gehra hua
Gehra hua, gehra hua
Dariya dua gehra hua…
LYRICS OF GEHRA HUA:
“Gehra Hua” is a romantic Hindi love song sung by Arijit Singh. The song expresses deep emotions, intense love, and connection through soulful lyrics and melodious music.